| « November 2008 » | ||||||
|---|---|---|---|---|---|---|
| S | M | T | W | T | F | S |
| 1 | ||||||
| 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 | 8 |
| 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 | 15 |
| 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 | 22 |
| 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 | 29 |
| 30 | ||||||
Recently by aina
Pehli Awaz:
teri ankhein kuch na chupa sakein
jisay tu chupa ker chala gaya
mein to muntazir thi o bay-habar
keon nazar chura ker chala gaya
Dusri Awaz:
Mein samagh saka na teri ada
mein samagh gaya teri wafa
mein sulag raha tha naffas naffas
kea kahun kis bhanwar mein tha
bus ik nigah khamosh thi
jo tumhein dekha ker chala gaya
Pehli Awaz:
bari taiz hawaein chala gaya
meri sari hushbu ura gaya
meri sari patt’ian bikhar gaein
mera sara husn mita gaya
meri hushbu mein kea mahak na thi
keon chaman mein akay chala gaya
Dusri Awaz:
jab waqt kay saey sukar gaey
jab saray mosam tahar gaey
jab saray silsilay mahar gaey
tab teri hushbu mili magar
usay waqt chura ker chala gaya
Poet: pata nahi
add to my favorite ilogs
flag objectionable content
aina
- Interacts: 4
- iLogs: 71
- Gallery: 0
- Page views: 11305
- Last visitor: guest
- Member since: Feb 11 2004
- Last signin: Apr 29 2008
- Send a message
- Add as friend
- Add to ignore list
- Add to block list


