| « November 2009 » | ||||||
|---|---|---|---|---|---|---|
| S | M | T | W | T | F | S |
| 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 |
| 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 |
| 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 |
| 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 |
| 29 | 30 | |||||
Recently by drlokraj
- baat 'un' dinoN ki
- Na sehraa ko nakaara
- in our times!
- Kinni beeti, kiNjh bitaayi!
- Pratibadhta (ahad)
- Har ikk da gham sehNdey rahiye/ghazal
- Warming up to Enlightenment
- Aaj phir dard ki intehaa huyi hai
- JauRey phullaaN di kahaani
- na yaadaaN ghar diyaaN rahiyaaN
- Future of Sikhism
- Udasi's udaasi!
- 'War and Peace' : translation of poem 'yudh tey shaanti' by Paash
- Inkaar (refusal)
- dard-e-bay-watni
- A messiah for our time
Na sehraa ko nakaara, na saraaha ghulistaan main nay
jahaan do ghaz zamin paayi, banaya aashiyaan main nay
zamin neechay bichhayi aur oRha aasmaan mainay
sitaron say kahi din kay safar ki daastaan mainay
ajab say rang mein ab kay bahaar aayi aur guzri hai
ghulon ki taab dekhi hai na pakrhi titliyaan main nay
yeh doobein gi k tairein gi, kisay is baat ka gham hai
k lehron kay saharay chhorh di hain kashtiyaan mainay
nahin fursat abhi, is raaz say pardah uThaanay ki
kaisay,kab,kyun maana rahzanon ko rahnuma mainay
nahin himmat k dekhoon ab junoon-e-deen kay jalway
k aankhon say hataa kay fenk di hai putliyaan mainay
kayi gaon dafan hain khoobsurat shehar kay neechay
k dekhi hain ujarhti aur basti, bastiyaan mainay
Dr. Lok Raj
add to my favorite ilogs
flag objectionable content
drlokraj
- Interacts: 390
- iLogs: 105
- Gallery: 72
- Page views: 93031
- Last visitor: guest
- Member since: Nov 1 2004
- Last signin: Nov 20 2009
- Send a message
- Add as friend
- Add to ignore list
- Add to block list


