| « November 2009 » | ||||||
|---|---|---|---|---|---|---|
| S | M | T | W | T | F | S |
| 1 | 2 | 3 | 4 | 5 | 6 | 7 |
| 8 | 9 | 10 | 11 | 12 | 13 | 14 |
| 15 | 16 | 17 | 18 | 19 | 20 | 21 |
| 22 | 23 | 24 | 25 | 26 | 27 | 28 |
| 29 | 30 | |||||
Recently by drlokraj
- baat 'un' dinoN ki
- Na sehraa ko nakaara
- in our times!
- Kinni beeti, kiNjh bitaayi!
- Pratibadhta (ahad)
- Har ikk da gham sehNdey rahiye/ghazal
- Warming up to Enlightenment
- Aaj phir dard ki intehaa huyi hai
- JauRey phullaaN di kahaani
- na yaadaaN ghar diyaaN rahiyaaN
- Future of Sikhism
- Udasi's udaasi!
- 'War and Peace' : translation of poem 'yudh tey shaanti' by Paash
- Inkaar (refusal)
- dard-e-bay-watni
- A messiah for our time
yeh taassur us waqt kay haiN jab main ishq meiN mabt'la huaa Tha...college kay dinoN ki baat hai, jab yeh ghazal likhi Thi. Achha lagta hai kabhi kabhi maazhi meiN jhaaNkna!
teray aaNchal pay koyi kavita likhooN
jo zubaaN say keh nahiN sakta likhooN
jee sakay'Ngay ab kabhi teray binaaN
maiN tasavvur bhi nahin karta,likhooN
ban jaooN teray haaTh ki koyi lakeer
door reh kay dil nahiN lagta likhooN
dil ki basti meiN muhabbat say tameer
hoga kahiN chhota sa ghar apna likhooN
teri aaNkhoN neiN dikhaaya jo mujhay
mustaqbil ka haseeN sapna likhooN
yeh sazaa-e-ishq yaa eenaam hai?
chaaNdni meiN kyuN badan jalta, likhooN
lay chalaa kis soo yeh ulfat ka junooN
kaun ab is ki khabar rakhta likhooN
add to my favorite ilogs
flag objectionable content
drlokraj
- Interacts: 390
- iLogs: 105
- Gallery: 72
- Page views: 92949
- Last visitor: guest
- Member since: Nov 1 2004
- Last signin: Nov 20 2009
- Send a message
- Add as friend
- Add to ignore list
- Add to block list


